Hey Mere Mann Yeshovah ko, Dhanya Dhanya Kaho (2)
Jo kuch bhi mujh mein hai, Usko Dhanya Kaho (2)
Hymn Lyrics
1. Wahi tere adharm ko kshama karta hai,
Tere sab rogon ko changa karta hai,
Hallelujah, Hallelujah
Wahi tere adharmo ko kshama karta hai,
Tere sab rogon ko changa karta hai,
Hallelujah, Hallelujah
Wahi toh tere Pran ko,
Naash hone se bachata hai
Hey Mere Mann Yeshovah ko, Dhanya Dhanya Kaho (2)
2. Sankat ke Gaddeh se Mujhe Nikala,
Dhal Dhal ki Kheech se, Mujhe Ubharaa
Hallelujah, Hallelujah
Sankat ke Gaddeh se Mujhe Nikala,
Dhal Dhal ki Kheech se, Mujhe Ubharaa
Hallelujah, Hallelujah
Mere Pairon ko Dhrud kiya hai,
Chattaan par khada kiya hai
Hey Mere Mann Yeshovah ko, Dhanya Dhanya Kaho (2)
3. Hey Yehovah ke Dutoh Usko Dhanya Kahon
Hey Saari Shrusthi Usko, Dhanya Kahon
Dhanya ho, Dhanya ho
Hey Yehovah ke Dutoh Usko Dhanya Kahon
Hey Saari Shrusthi Usko, Dhanya Kahon
Dhanya ho, Dhanya ho
Uske Rajya ke sab Sthaano mein,
Yehovah ko Dhanya Kahon
Hey Mere Mann Yeshovah ko, Dhanya Dhanya Kaho (2)
Jo kuch bhi mujh mein hai, Usko Dhanya Kaho (2)
Hey Mere Mann Yeshovah ko, Dhanya Dhanya Kaho (2)
Dhanya Dhanya Kaho, Dhanya Dhanya Kaho.
Visit us online at http://www.uecf.net