Neeley Aasma ke Paar
Neeley Aasma ke paar Jayenge,
Mera Yeshu Rehta Wahan (2)
Hum Milenge Baadlon Par (2)
Dekhega saara Jahan
Neeley Aasma ke paar Jayenge,
Mera Yeshu Rehta Wahan (2)
Hymn Lyrics
1. Uska koi bhi Vaada, Naa hoga Adhura,
Har ek Vaada, Uska hota hai Poora,
Uska koi bhi Vaada (2)
Uske aane ka Vaada, Bhi hoga Poora,
Dekhega Saara Jahan (2)
Hum Milenge Baadlon Par (2)
Dekhega saara Jahan
Neeley Aasma ke paar Jayenge,
Mera Yeshu Rehta Wahan (2)
2. Yeh Vishwaas hai mera, joh hoga Poora,
Sapna yeh mera naa rahegaa Adhura
Yeh Vishwaas hai mera (2)
Phir sung hum rahenge, Apne Yeshu ke,
Dekhega saara Jahan (2)
Hum Milenge Baadlon Par, (2)
Dekhega saara Jahan
Neeley Aasma ke paar Jayenge,
Mera Yeshu Rehta Wahan
Neeley Aasma ke paar Jayenge,
Mera Yeshu Rehta Wahan
Mera Yeshu Rehta Wahan
Mera Yeshu Rehta Wahan
Visit us online at http://www.uecf.net
Neeley Aasma ke Paar
Neeley Aasma ke paar Jayenge,
Mera Yeshu Rehta Wahan (2)
Hum Milenge Baadlon Par (2)
Dekhega saara Jahan
Neeley Aasma ke paar Jayenge,
Mera Yeshu Rehta Wahan (2)
Hymn Lyrics
1. Uska koi bhi Vaada, Naa hoga Adhura,
Har ek Vaada, Uska hota hai Poora,
Uska koi bhi Vaada (2)
Uske aane ka Vaada, Bhi hoga Poora,
Dekhega Saara Jahan (2)
Hum Milenge Baadlon Par (2)
Dekhega saara Jahan
Neeley Aasma ke paar Jayenge,
Mera Yeshu Rehta Wahan (2)
2. Yeh Vishwaas hai mera, joh hoga Poora,
Sapna yeh mera naa rahegaa Adhura
Yeh Vishwaas hai mera (2)
Phir sung hum rahenge, Apne Yeshu ke,
Dekhega saara Jahan (2)
Hum Milenge Baadlon Par, (2)
Dekhega saara Jahan
Neeley Aasma ke paar Jayenge,
Mera Yeshu Rehta Wahan
Neeley Aasma ke paar Jayenge,
Mera Yeshu Rehta Wahan
Mera Yeshu Rehta Wahan
Mera Yeshu Rehta Wahan
Visit us online at http://www.uecf.net